
In Stock
Thermalright USB 2.0 Hub X5 motherboard ke ek internal USB 2.0 9-pin header ko 5...
Thermalright USB 2.0 Hub X5 motherboard ke ek internal USB 2.0 9-pin header ko 5 ports mein badal deta hai, SATA power ke saath. AIO LCD, RGB controllers aur fan hubs ke liye bohat kaam ka.
| Size | 105 x 40 x 15 mm |
| Cable | 500 mm |
| Connectors | USB 2.0 9-pin x5 + SATA |
| Warranty | 1 saal |
LCD AIO/screens aur extra internal USB devices wale builds.
Gaming Wala Bhai, Hafeez Center Lahore se original product. Warranty hamari team ke zariye.